Quran



1. Agar Musalman Subha Akhbaar Padne Ke Bajaye Quran Kareem Padhen To Asli Aur Sachhi Khabre To Usi Mein Payenge. Aur Akhbar Padhne Se Bechaini Hoti Hai Aur Quran Kareem Padhne Se Dilo Ko Sukoon Milta Hai.

2. Tum Kaha Doond Rahe Ho Dard Ki Dawa ...? Rozana Quraan Shareef Ki Tilawat Kiya Karo Har Bimari Ki Dawa Quraan Shareef Mein Hai.

3. Quran Ek Aisi Latakti Hui Rassi Hai Jiska Ek Sira Insan Ke Hath Mein Aur Doosra Sira ALLAH Ke Paas Hai.

4. Kitne Afsoos Ki Baat Hai Ham Duniya Ki Kitabon Ko Samajh Samajh Ke Padte Hain Lekin Quran Shareef Jo Samjhne Ki Kitaab Hai Usko Bina Samjhe Hi Pad Lete Hein.

5. Quran Me 30 Pare, 114 Surte, 544 Ruko, 86430 Kalamat, 3376 Harf, 666 Ayat, 2584 Baar Allah Ka Naam, 26 Nabiyo Ka Zikar, Aur 14 Sajde Hain.

6. Qabar Me Mobile Nahi Quran Sath Dega Isliye Quran Ko Mobile Se Zeyada Wakht Diya Karo.

7. Quran Dil Aur Dimag Dono Khol Deta Hai Lekin Iske Liye Quran Kholna Zaroori Hai.

8. Namaz Me Ham Allah Se Baat Karte Hain, Quran Me Allah Hmase Baat Karta Hai.

9. Duniya Ki Kitabo Me Quran Chamkta Hai, Quran Me Allah Ka Farman Chamakta Hai, Aadat Bana Le Jo Quran Ki Tilawat Ko Allah Ki Nazro Me Wo Insan Chamkta Hai.

10. Quran Ki Tilawat Karne Ke 3 Fayde 'Dil Ka Zang Door Hota Hai' 'Allah Tala Ki Muhabbat Me Tarakki Hoti Hai' 'Har Hurf Par 10-10 Nekiyan Milti Hain, Bila Wajah Padhne Par Bhi'.





Comments

Popular posts from this blog

Heart Touching Quotes

Mard Aur Aurat

ALLAH