Ramadan Kareem
1. Har Gunah Ke Peeche Shaitan Ka Hath Nahi Hota, Ye Batane Ke Liye Mahe Ramadan Aaraha Hai. 2. Jab Wo Kareem Zaat Ummat Ko Bakhshne Par Aata Hai To Tohfe Me 'Ramadan' Ata Karta Hai. 3. Mout Ko To Aana Hi Hai, Par Jo Mout Ramzan Me Aaye Uski Baat Hi Kuch Aur Hai. 4. Fark Nahi Pardta Kisi Bhi Mousam Ke Aage, Haar Jayegi Ye Garmi Bhi Roze Daron Ke Imaan Ke Aage. 5. Ya Allah Hame Mah-e-Ramzan Ke Liye Sehtiyab Karde. 6. Mahine To Bohat Hain Par Ramzan Jaisa Koi Nahi. 7. Rasool'Allah (S.A.W) Ne Farmaya 'Ramzan Ka Mahina Jo Hi Aata Hai Jannat Ke Tamam Darwaze Khol Diye Jate Hain Hatta Ke Aik Bhi Band Nahi Rehta Aur Jahannum Ke Tamam Darwaze Band Kar Diye Jate Hain Ke Aik Bhi Khula Nahi Rehta Aur Tamam Sirkash Jinn Aur Shayateen Qaid Kar Liye Jate Hain (Sahi Muslim) 8. SubhanAllah Kya Fazilat Hai Iss Mahine Ki Zra Gour Kijiye Accha, Yahan Aap Aik Aur Baat Bhi Soch Sakte Hain Ke Abhi Jannat Me Kon Gaya Hai Aur Jahannum Me Koun..? Wo Sab